1. 'आ रही रवि की सवारी' कविता में किस समय का वर्णन है ?
2. क्या सूर्यास्त के समय भी ऐसा वर्णन उचित होगा? 'आ रही रवि की सवारी' कविता के आधार पर
बताइए।
3. सूर्य और चंद्रमा की तुलना किस प्रकार की गई है ? 'आ रही रवि की सवारी' कविता के आधार पर
बताइए।
Answers
Answered by
1
Answer:
hello guys I am your ssc, chemistry, physics supporter follow me to know the answers of these subjects
Answered by
6
Answer:
1:-aa rahi Ravi ki sawari mein Subah ke samay ka varnan kiya gaya h...is samay surya Dev apne rath par sawar hokar...chamakti Hui kirno ke saath aate h....
2:-Surya asth ke samay surya Dev ji apna rath lekar chale jate h aur chandrama ji aate h
3:-surya ji Subah ke samay aate h apne rath par sawar hokar aate h aur chadrama ji Kali raat late h....isse parakar jaise dukh ke badh Sukh aata h Usi prakar aur Kali raat ke baad chamakti Hui subah aati h Jo hamare Mann mein josh bhar deti hai
I hope it helps you.....all the best....
Similar questions