Hindi, asked by Indrajitpandey, 6 months ago

1. 'आखिर यह भारत है क्या? अतीत में यह किस विशेषता का प्रतिनिधित्व
करता था? उसने अपनी प्राचीन शक्ति को कैसे खो दिया? क्या उसने इस
शक्ति को पूरी तरह खो दिया है? विशाल जनसंख्या का बसेरा होने के
अलावा क्या आज उसके पास ऐसा कुछ बचा है जिसे जानदार कहा ज
सके?'​

Answers

Answered by munnababa454
0

Answer:

Bharat Sone ki chidiya hai Jahan anek prachin granth likhe gaye hain yah aisa desh hai Jahan ki sanskriti aur prachin granth ke dwara pehchana jata haiBharat mein apni prachin sakte ho ko is vajah se kho Diya kyunki anek akramankari aur shaktishali rajaon ne Jo dusre deshon se aakar hamare desh ke upar rajkiy karte the unknown hamara pura desh loot liya tha aur isase hamare jitne bhi prachin granth the vah ham log ne kho diye lekin abhi bhi hamare pass kuchh prachin granth Hain Bharat mein apni Puri shaktiyan Puri tarike se nahin Hui hai Bharat ke pass anek chijen Hain yahan tak ki tajmahal bhi munh mein se Bharat mein tajmahal haiyah bhi baat hai ki Bharat ke pass bahut si chijen abhi bhi bachi Hui hain jaise ki sanskriti aur on granth

Similar questions