1)डायरी लेखन
आज आपने खिड़की से बाहर एक बाल मजदूर को काम करते देखा। डायरी में अपने विचार
लिखिए।
Answers
Answer:
Aaj mein bhuut khush thi kyuki aaj mere yhan mehman aaye hue the. Lekin mai jab apne bhai k sathe khidki k bhar dekh rhi thi tab mene ek chhote se bache ko kam krte hue dekha. mene dekha ki jo usse kam krwa rha hai vo usse aacha bartaw nhi kr rha hai. Lekin 14 sal se kam umar wale bacchon se karkhanon, gharon ya khi bhi kam krwana galat hai. Ye sab kanuni apradh hai. yeh umar unke khelne kudne v padhne ki h. agar hum kisi bachche ko kahi bhi kam krte hue deke to usk mata pita se uske bhavishya ki bat krni chahiye..
Hope it is answer of that which you have asked
aaj ka din Bada Hi Achcha tha Aaj Subah Se Main Mera Bhai aur mera chachera bhai Ham teenon Bahar Khel rahe the tabhi Meri Nazar ekdum se ladke per Padi vah Bahar kam kar raha tha lekin yah galat hai vah 14 Sal se kam Umra ka tha mujhe Bada sankocha use Dekhkar Yahan tak ki Uske Mata Pita bhi use Nahin roka the main usse pass jakar poochha to usne kaha ki Mere Pita Sharab Peete Hain isliye Mujhe hi ghar ka kam chalana padta hai mujhe to bahut bura laga aur sath hi bada jhatka bhi laga.
yah kanun k khilaf h. yah unke khelne kudne aur padhne ki umar hai....