Hindi, asked by siddugowda083, 11 months ago

1. निम्नलिखित पद्य-भाग का भावार्थ अपने शब्दों में लिखिए :
अच्छे-अच्छे काम करो
और बातों प्यारी-प्यारी,
देश हमारा झूम उठेगा
नाच उठेगी धरती सारी।​

Answers

Answered by bprakhar539
0

aise kam karo jisse log kuchh AXA sikhe samaj ko ek nayi disha mile

Mithi bandi bolo ji dusaro ke hraday ko chhu Jaye jo bhi aapse mile uski ichchha apse bar bar milne ki ho...is prakar jahan bhi aap jayenge aapke sath aapke aaspas ke log bhi prabhavit honge unke jeevan me bhi nayi urja ka sanchar hoga, Is prakar jab sabhi in bato ka amal karenge to Puri dharti par khushi aur ullas ki ek nayi lahar daud uthegi...

Similar questions