1. पर्यटन का महत्व1. विषय प्रवेश - पर्यटन का अर्थ 2. पर्यटन-एक उद्योग 3. विकास सूत्रधार 4. पर्यटन से लाभ 5. पर्यटन-एक शौक 6. उपसंहार । plz koi Meri madad kijiye mujhe in pure topic nibandh likhiye
Answers
paryatan Ka arth h ghumna. aajkal har koi manushya Acha Khana aevam achey achey kaprhe pehnana chahata h. yadi Kisi bhi manushya ko ghumne ke liye kha Jaye to Kabhi mana bhi karta. Bharat mein Bhut se paryatan sthal Hain Jaise nanital,ranikhet,kasauni aadi.bharat mein parvatiya sthalon Ka sirmor Kashmir kehelata h.paryatan Karne se hamara drishtikonh vistrit HOTA h aevam haridya vi Vishal HOTA h.bharat Varsha ke Kai Gyani Kabhi bhi apni jagah par stir nhi rhe balki desh videsh mein Brahman Kar Apne Gyan Ka Prakash felatey rhe Jaesse mahatma Gandhi,swami vivekanand aadi.paryatan Karne se hamey Kisi jagah ke Sanskritic ,bhogolik, paramprik ,vahan ke riti rivaj,bhashaon aevam parparaon ke barre me pata Lagta h.
good morning
have a good day
happy mother's day to ur mom
follow me
mark as brainliest