1. दिए गए विषय पर अनुच्छेद लिखिए।
ऑनलाइन शिक्षण एक नवीन प्रयोग
संकेत बिंदु-' ऑनलाइन शिक्षण का अर्थ
सकारात्मक और नकारात्मक पहलू
भविष्य में संभावनाएँ
Answers
Answer:
online Shikshan ka Arth: online Shiksha arthat ki Ham Apne Ghar Baithe Baithe hi Apne shikshakon se mobile ke dwara computer ke dwara ya Kisi bhi electronic chijon ke dwara use chij ko samajh an se padh sake apni samasya Ka Hal sake arthat Shikshak Apne Ghar per Baithe Hue MI mobile se computer se ya Kisi Anya chij se Hamen Hamare mobile computer ya Kisi chij mein live Aakar Hamen Hamare prashnon ka Uttar De Hamen padhaai Jis Tarah Se vah kaksha maja Mein padhta Tha
sakaratmak aur nakaratmak Pehlu: pahle To Ham Uske sakaratmak Pehlu per Baat Karte Hain Uske sakaratmak Pehlu yah hai ki Ham Uske dwara Apne sawalon Ka Jawab pass Sakenge Ham use Apne shikshakon se a Mil Hi Rahenge Rahenge aur Unse a Apne sawalon Ka Jawab prapt kar sakte hain Agar Ham unke aamne Samne Ek dusre se ek dusre ko dekh kar sawalon ko puchenge vah Hamare sawalon Ka Jawab de raha hai to yah Achcha hai usse Hamen Kahin Aane jaane ki jarurat Nahin Hai Bus Ghar Baithe aaram se usmein Ham padh sakte hain
aur ab baat karte hain nakaratmak pahlu ki nakaratmak pahlu hai usse Jo Ham mobile ya computer ka use kar rahe hote hain usmein se Kuchh kirnen hanikarak kiranon Nikalti Hain Jo hamari aankhon ko kamjor kar sakta hai aur bacche uska galat Kuchh bacche uska galat prayog Bhi Karte Hain Koi baccha online class Chalta Hai video off karke Kuchh aur kam Karte Hain To Koi Kai bacche usmein Apne audio on karke kuch bhi bol Dete Hain chatting Mein Koi Bhi message ho sakta hai yah sab chijen uski nakaratmak pahlu Hain bacche ISI Bahane mobile ko Lekar din bhar usmein rahte hain aur Parivar Wale samajhte Hain Ki baccha pad raha hai Pawan kya kar raha hai ya unhen nahin pata hai
Bhavishya mein sambhavnaye: Jis Tarah Se Samay online classes chal rahe hain usse yah lagta hai ki Bhavishya Mein Hamari Jo Sarkar Hogi vah ho sake to Lagu Kar Do online classes ko Matlab Ki online Kichad ko Manyata De De aur Hamen Kabhi School jaane ki jarurat Na Ham Ghar Baithe Baithe hi apni jarurat ko pura kar Sakenge aur yah karna Kuchh taraf se Sahi bhi hai aur kisi taraf se galat Di Hai agar bacche dusre se Milenge Nahin to janenge Kaise mitaye Duniya Ko Ham Ek dusre Mein pahchan Kaise banaenge Hamen bolna Kaise a jaati Kis Tarah Se kis ke samne kya karte hain kya Kijiye Nahin karte hain aur kuchh Tarah Se yah Sahi bhi hai jaise ki Ham Ghar Baithe Bina kisi chij ke Ham bacche ke sath baith kar use dekh sakte hain ki vah Kis Tarah Se padh raha hai yah kya padh raha hai kya Nahin padh raha hai aur kuchh bacche Aise Bhi to Jinke parents Nahin Dekhte Hain To vah Kuchh Bhi Karte Hain yah To Kuchh padhte Bhi hain aur message aur kuchh uska galat prayog Bhi Karte Hain