1 train 190 meter lambe pul ko 50 sec me paar karti hai aur 1 aadmi jo saman disha me 1.2 me/sec ki gati se chalta hai use 24 sec me paar karti hai train ki length hai
Answers
pool ki lambae = 190m
mana ki, train ki lambae = x
train ko pool par Karne me laga samay = 50 sec
train ki gati, y = (x + 190)/50 ......(1)
ab, ek adami Jo saman disha me 1.2 m/s ki gati se chalta hai train ko 24sec me par Kar leta hai.
atah, 24sec = (x)/(y - 1.2)
24 = (x)/{(x + 190)/50 - 1.2} [ samikaran (1) se ]
24 =50x/(x + 190 - 60)
24 = 50x/(x + 130)
24x + 24 × 130 = 50x
or, 26x = 24 × 130
or, x = 24 × 5 = 120m
atah, train ki lambae = 120m
Answer:
1 train 190 meter lambe pul ko 50 sec me paar karti hai aur 1 aadmi jo saman disha me 1.2 me/sec ki gati se chalta hai use 24 sec me paar karti hai train ki length hai - 120 m
Step-by-step explanation:
Pul ki lambai = 190 m
train ki lambai = T m
50 sec mein doori = 190 + T m
Train ki gati = (190+T)/50
aadmi ki gati = 1.2 m/sec
doori 24 sec mein = 24 * 1.2 = 28.8 m
24 sec mein train ki doori = 28.8 + T
24 ( train ki gati) = 28.8 + T
=> 24( (190+T)/50) = 28.8 + T
=> 24 * 190 + 24 T = 28.8 * 50 + 50T
=> 4560 - 1440 = 50T - 24T
=> 26T = 3120
=> T = 120
Train ki lambai = 120 m