10 easy sentences about letter in hindi
Answers
Answer:
ppppppppppppppppppp
kkkkkk
Explanation:
lklllloi
Answer:
Hey I will tell answer but please adjust in English since I find difficulty in typing on other language keyboards.
Explanation:
1. Pahele jamane mein log khat ke madhyam se vartalap karte the.
2. Bhartiya Dak pahala bharat ka post office tha.
3. Khat ke dwara log pahele ek dusre ko apne khayal ka koi jaroori baat batate the.
4. Khat pohochane ka kaam postman karta tha.
5. Prachin kaalein jab post office nahi the tab log kabutar ya dusre pakshiyon ke madhyam se khat pohochaya karte the.
6. Log ek dusre ko patra janmadin ki badhiyaan, kisi baat ke liye abhinandan aur shubh kamnaye dene k liye tak karte the.
7. Aaj bhi log ek dusre ko patra bhejte hai lekin sankhya kaafi kam ho chuki hai.
8. Aaj kal log apne durdhwani ka istemaal kar lete hai.
9. Patra dusre aadmi tak pohochane ko bhi kaafi vakt lagta tha.
10. Patra ek kaal mein hamara vartalap ka madhyam tha.