10 idioms in hindi with arth and sentences
Answers
Answer:
I know only 5 that why I give u 5
1/angaro se khelna matlab- Khatra Mol lena Vakya - Sainik amgaon se khel kar Seema per Raksha Karte Hain
2/ Akal Ka Dushman matlab -murkh Vakya -Tumhari Samajh Mein Kuchh Bhi Nahin aaega Kyunki Tum To akl Ke Dushman Ho
3/ Aag Babula Hona matlab -Krodh se Bhar Jana Vakya-pata nahin Manoj Ko Kya Ho Gaya Hai Chhoti Chhoti Baat per Aag Babula ho jata hai
3/ Aage Piche Fir Na matlab- chaplusi karna Vakya- Swathi vyakti Samman Ki Chinta Na Kar Ke Aage Piche phirna hai
4/ Eid Ka Chand Hona matlab- bahut Dinon ke bad Milana Vakya- Anshu bahut Dinon Se Nahin Hua to Eid Ka Chand Ho Gayi Hai
5/ Aankhon mein Khoon utarana matlab Krodh Se Aankhen Lal ho jana Vakya vibhishana ko Ram ke Paksh Mein Dekh Kar Ravan Ki Aankhen Mein Utar Aaya
6/ Kaan par ju na rengna Matlab Na Hona Vakya Ajit ko Buri sangati se bachane ke liye lakh baar samjhaya par uske kaanon par Jun tak na rengi
7/ khoon sukh na matlab- Dar Jana Vakya -naya Adhyapak ke Samne Vidyarthi ka Khoon Sukh jata hai
8/ gidad bhabha ki ka matlab- Shobha Badhana Vakya- Vishwavidyalay Mein Pratham Sthan prapt Karke Anmol Ne Mata Pita Ke Naam ko Char Chand Laga Diya
9/ chakke chudana ka matlab -Buri Tarah harana Vakya- Shivaji Ne Aurangzeb ke sone ke chhakke chhuda De Diye thhe
10/ jee bhar Aana ka matlab- Daya se prabhavit Hona Vakya-bhukanp se pidit vyaktiyon ki durdasha dekh kar mera Ji Bhar Aaya