10 line essay on prem premchand class v in hindi
Answers
Answered by
2
(1) prem chnd Ka jnm Varanasi se lagbhag char mil dur lamhi nam ke gau me 31 julai 1880 me hua
(2) prem chnd ke pitaji Ka nam munshi ajayab lal tha
(3) unki Mata Ka nam anandi Devi tha
(4) prem chnd Ka bachpan gau me bitha
(5)unke Pas kareeb 5bigha jemeen thi
(6)prem chnd Kavita likhne me mahir the

0
Hi frnd....here is ur answer...
Hindi sahitya ke anmol ratna premchand ka janam 31 July, 1880 ko Banaras ke lamhi namak gram mai hua tha. Matrix ke pariksha uttinna karne ke baad inhone adhyapan ka karya kiya aur ucch siksha puri karne ke baad siksha bibhag mai sub-inspector bane. Inhone 300 se aadhik kahaniya likhi. Kahaniyo ke sath sath inhone uppanyas, natak aadi bhi likhe. Inki pramukh kahaniyo mai - badde ghar ki beti, kaphan, idgah, namak ka daroga aadi hai. Inka swarg gaman 8 October, 1936 ko hua.
I hope it may help u....
plz... mark me as brainlist....

nehasharma4778:
sorry... typing mistake
Similar questions