10 lines about indradhanush
Answers
Answered by
2
Explanation:
1 indradhanush 7 rango ka bana hota hai
2 indradhanush me laal, naarangi,peela, hara, neela, indigo, baingni rang hote hain
3 yah baarish k baad najar aata hai
4 yah sooraj ki kirno ki अपवर्तित se banta hai
5 isko rango ka jhoola bhi kehte hain
6 yah rango k dhanush jaisa dikhta hai isliye ise indradhanush kehte hain
7yah ek praakritik ghatna k karan hota hai
8 indradhanush k do prakar hote hain
prarthamik aur dwitiyak
9 angreji me iske rang yaad krne k liye VIBGYOR ka istemaal kiya jaata hai
10 yah bahut sundar tatha manmohak hota hai
hope this helps u. plz mark me as the Brainliest
Similar questions