Hindi, asked by 1503, 1 year ago

10 lines of swatch bharat swasth bharat hindi paragraph

Answers

Answered by RUPANZAL
5
1 swachh bharat hamare pradhan mantri narendra modi ji dvara suru kiya gaya.
2 ye abhiyan swastha ke lie suru kia gaya.
3 ye abhiyan 2 october 2015 ko mahatma gandhi ji ki 146 jandin par suru kia gaya
4 ye abhiyan gandhi ji ka sapna tha
5 vo bharat ko swasth evam swachh dekhna chahte the par unka ye sapna pura nahi ho paya 
6 nerendra modi ji ne jab apne vichar swachh barat ke lie prakat kie to unhone ye kaha ki agar desh ka har bachha har busurg ye pran le ki me kachra nahi failaunga to hame ye abhiyan pura karne se koi nahi rok sakta
7 unhone ye bhi kaha ki agar hame ye abhiyan pura karna hi to pahle hame apne ap se suruat karni padegi phir apne ghar se phir apni gali phir apna gao phir apna shahar phir apna rajya aur phir apna desh.
8 is abhiyan ke antargat 5000 shouchalay banae gae aur 1200 kudedan ka bandobas bhi kia ga.
9 hame mahatma gandhi ji ka ye sapna unke 150ve janmdin tak pura karna hi 
10 gandhi ji ko yaad karo saara kachra saf karo 
Similar questions