Hindi, asked by tawishi, 1 year ago

10 lines on agar mera ghar badlon mein hota

Answers

Answered by GunjanBhatt
108
Agar mera ghar badlon mein hota to mein har raat chanda mama or taro ke sath khelta.
Mujhe school nahi jana padta.
Mein roj subah uthkar suraj ke sath logo ko kaam karta dekhta
Mein upar se roj helicopter ko bye karta .
Jab lohon ko barish chahiye hoti mein badlon se khekar barish karva deta.
Agar mera ghar badlon mein hota.
Similar questions