Hindi, asked by o3ras8rinrishmed, 1 year ago

10 Sentence of plant in hindi.

Answers

Answered by khanujarashmit
1
(1) varksh hamari Dharti ki sundarta ka pramukh bhag hai.... (2) varksh hamare dainik jeevan ki bahut si jaruri aavyashaktao ko pura karta Hai..jese khane ki jarurat: fal,sabjiya, aadi.. (3) varksh se hamko jeevan ki aham chij prapt hoti Hai....vo Hai kapda.. (4) varksh lakdi ka ek matra strot Hai. (5) varksh se hame vyapar me kai Navin sansadhan ki madad milti hai jese chatai , vyapar. (6) varksh varsha ka mukhya karan hai jisse hamare jeevan me pani ki aavyashakta puri hoti hai. (7) varksh se milne vali lakdi se hamare ghar ka nirman hota hai.. (8) ghar me rakhe Jane vale kafi saman ki jarurat jese furniture, chimney aadi varksh se milne vali lakdi we hoti hai... (9) itne labh milne ke bavjud aj k samay me hamare vajah se varksho ka aant (end) hota ja raha hai... (10) hame apni jarurato ko kam karke varksharopan adhik se adhik karna hoga nahi to aage aane vale samay me ye puri tarah khatam ho jaenge.
Similar questions