Hindi, asked by dcgfu, 1 year ago

10 upsarg and use them in sentence

Answers

Answered by Anonymous
0
1. pratidin = prati + din
Rama pratidin vidyalay nahi athi hai.

2. susheel = su + sheel
    Devi bohot hi susheel ladki hai

3.
badnaam = bad + naam
Us ladke ne apne ma  - baap ko 
badnaam kiya.

4.
vijay = vi + jay
Susheel vijay hokar lot aaya hai.

5.
anurodh= anu + rodh
Siya ne Ram se patra dene ka anurodh kiya.

6.
upchar = up + chaar
 vaidya ji ladke ka upchaar kar rahe hai.

7.
apman= ap + maan
bado ka 
apman nahi karna chahiye

8.
videsh = vi + desh
 Sheela videsh jaa rahi hai.

9.
badsurat =  bad+ surat
Naina ne Riya ko badsurat ladki kaha.

10. lapata = la + pata
Naina ki maa 
lapata hai.

Similar questions