10 years paper solve karne se kya faida
Answers
Answer:
many many advantages are ther
Answer:
bahht saate faede hai waise unme se sabse important hai jab hum chapterwise question solve karte hai toh himara mind one track ho jata hai i mean woh sirf ussi chapter ke baare mein hi sochta hai and kaam karta hai but jab hum koi bhi papers solve karte hai tab ussi time limit mein apko apka dimaag 10 jagha pe dimag chalega toh apni speed apna mental level pata chalega.....
dusra important faeda ki apko level pata chal jata hai question paper ka ki almost kitne tough and kitne easy questions aaenge....
last suggestion hai beta ki jab bhi paper solve karo usse check zarur karwao qki boards mein kuch aise teachers copy check karte hai jinhe khud kuch nahi aata toh woh yedi ap steps nahi likhoge toh apke number cut kar dega...
brainliest it and follow me