100 metre lambi ek train 48 km per hour ki speed se chalti hui ek aadmi ko 8 second me par kar jati hai aadmi ke chlne ki gati kya hogi
Answers
Answered by
0
Answer:
48kmph
Step-by-step explanation:
100m ka distance cover karne k liye train ko itna samay lagega
d=s*t
100=(48*1000/3600)*t
t=3600/480
t=7.5 sec
lekin aadmi se aage Jane k liye train ko lage 8 seconds
toh distance covered by train in 8 seconds is
d=(48*1000/3600)*8
d=106.677m
ab train ko aadha second jyada laga matlab aadmi bhi train ki disha main aage badh raha tha aur aadhe second mein usne 6.667m cover kiya
so uski speed hai
s=6.667/0.5
s=13.334m/s
s=48kmph
Similar questions