100 sentences about uses of water in hindi
Answers
Answer:
मनुष्य जल को विभिन्न कार्यों में प्रयोग करता है। जैसे इमारतों, नहरों, घाटी, पुलों, जलघरों, जलकुंडों, नालियों एवं शक्तिघरों आदि के निर्माण में। जल का अन्य उपयोग खाना पकाने, सफाई करने, गर्म पदार्थ को ठंडा करने, वाष्प शक्ति, परिवहन, सिंचाई व मत्स्यपालन आदि कार्यों के लिये किया जाता है
Jal Ek bahut hi mahatvpurn chij hai. Har jeevit vyakti Jaise ped Pashu evang pakshiyon ke liye Jal bahut avashyak hai. Jal ped paudhon ko sukhne se Bajata hai. Agar Jal Duniya Mein Na Hota To Prithvi mein koi bhi nahin bache pata. Prithvi ka 78% Pani Se bhara hai per Fir Bhi pani ka avashyakta Prithvi per hai Kyunki Hamara Jal pradushit hai. Jal Hamare Paryavaran Ka santulan banae rakhne Mein Hamari madad karta hai. Ujjwal Ki Har Ek Boond keemti hoti hai. Jal Ke Bina jivit Rahana Asambhav hai. Jal Ki vajah se faslen sabjiyan fal Aadi Paida Hote Hain. Prithvi ki garmi Ke Karan Hamare Glacier pighal Te Hain . pani ke har Boond ko Hamen kam Mein Lagana chahie Varna aage Pani Ki Kami hamen bahut tadpaienge .