Math, asked by yashyadav88, 1 year ago

1043 ko kisi sankhya se bhag dene per bhagaphal 11 tatha sheshphal 20 prapt hota hai. bhajak gyat kijeye

Answers

Answered by DhruvSharma10
0
Bhajak ko X maan lijiye
sheshphal agar 20 hai matlab sankhya 20 jyada hai.

matlab agar hum us bhajak ko bhagaphal se guna kare to 1043 se 20 kum ayega

1043-20=1023

1023= X×11
1023÷11=X
93=X

Matlab bhajak 93 hai.
Samajh gaye?
Similar questions