Social Sciences, asked by Pk001, 1 year ago

15 August pr ek nibandh..??? km se km 10 line to honi chahiye..


DiyaDebeshee: can i write in english but it will be in hindi sayings??

Answers

Answered by MrPerfect0007
1
Hr saal 15 August 1947 ko Hm savtantrta divas k roop me mnate h.

is bar hm apna 71va svtntrta divas mnane jaa rhe h
ye hmare liye bahut hi hrsh ullash ka din h Hm Aazad bharat k roop me ise bdi khusi k sath mnate h ..

15 august 1947 ko bharat Angrejo ki gulami se
Aazad hua

Bhrat ko aazad krane me hmare purvajo ne kadi mehanat ki bahut julm sahe na jane kitno ko angrejo ne saheed kr diya.

Hinsa or ahinsatmak trike se hmare purvajo ne Kayi andolan kiye .

Angrejo ne 17v stabdi me bharat me aakar ist india comp ki sthapna ki 18 v sdi tk yanha pr apni pakad majboot kr li dheere dheere wo hm pr kr tex ) lagu karte gye Or hme Apna gulam bna liya

1857 me jb julm ki intiha bdh gyi to hmare bharat k veero ne Aandolan kiya jise 1857 ki kranti kaha jata h. ye ek bahut bda aandolan tha pr safal nhi hua lekin angrezo ko is bat ka ehsah ho gya k ab hm yanha jyada lmbe samay tk Nhi ruk skenge ..

Is din hm Apne saheedoun ko yad krte h

svatantrata divas prateek hai bhaarat mein

patang udaane ka khel ka anaginat vibhinn aakaar, prakaar aur stail ke patangon se

bhaarateey aakaash pat jaate hain. inamen se kuchh tirange ke teen rangon mein bhee hota hai jo raashtreey dhvaj pradarshit karata hai. svatantrata divas ka doosara prateek

nyi delhi ka laal kila hai jahaan 15 august 1 9 47 ko bhaarat ke pahale pradhaan mantree javaahar laal neharoo ne tiranga phaharaaya tha.

1 9 47 mein british shaasan se bhaarat kee
aazadi ko yaad karane ke lie ham svatantrata divas manaate hain. 15 august bhaarat ka

punarjanm jaisa hai ye vo din hai jab angrejon ne bhaarat ko chhod diya tha aur usake peechhe bhaarateeyon ke haathon mein aaya

tha yah bhaarateeyon ke lie behad mahatvapoorn din hai aur bhaarat ke log ise

har saal poore utsaah ke saath manaate hain....

Pk001: bahu bahit dhnyewab thnk you..
Answered by armaanmalik285
0
hello friend
15 अगस्त 1947, भारत की आजादी का दिन और इसलिये इस खास दिन को एक उत्सव की तरह हर साल भारत में स्वतंत्रता दिवस के रुप में मनाया जाता है। इस कार्यक्रम को नई दिल्ली में राष्ट्रीय स्तर पर आयोजित किया जाता है जिसमें भारत के प्रधानमंत्री द्वारा लाल किले पर झंडा फहराया जाता है तथा लाखों लोग स्वतंत्रता दिवस समारोह में शामिल होते है।
लाल किले पर उत्सव के दौरान, झंडारोहण और राष्ट्रगान के बाद प्रधानमंत्री द्वारा भाषण दिया जाता है जिसके बाद तीनों भारतीय सेनाओं द्वारा अपनी ताकत का प्रदर्शन किया जाता है साथ ही कई सारे रंगारंग कार्यक्रम प्रदर्शित किये जाते हैं जैसे-भारत के राज्यों द्वारा झाकिंयों के माध्यम से अपनी कला और संस्कति की प्रस्तुति, स्कूली बच्चों द्वारा सांस्कतिक कार्यक्रम का प्रदर्शन करना आदि।इस खास अवसर पर हम भारत के उन महान हस्तियों को याद करते है जिन्होंने भारत की स्वतंत्रता के लिए महत्वपूर्णं योगदान दिया। साथ ही यह उत्सव देश के विभिन्न स्कूलों, कॉलेजों तथा अन्य स्थलों पर भी पूरे हर्षोंल्लास के साथ मनाया जाता है।
Similar questions