16. मान लीजिए आपके चाचाजी आपके मित्र के पड़ोसी हैं। आपने अपने मित्र को कुछ सामान
अलग-अलग लिफ़ाफ़ों में डालकर उन्हें देने के लिए दिया। मित्र द्वारा सामान चाचाजी को
पहुँचाने के बाद उसका विवरण देते हुए आपके मित्र और आप में हुई बातचीत को लिखिए-
Answers
Answered by
38
me ( rahul) : kaise ho shaam ? Chacha ji ko samman de diya tha .
friend (shaam) : Haan , rahul .....maine acche se samman phuncha diya tha .
me : chacha ji kya bole ??
friend : unhone samman bhejne k liye tumhe dhanyawaad kiya h or mujhe bhi samman laane k liye chai pilayi thi.
me : samman dene toh main khud chala jata pr kaam ki wajah se nhi jaa paya .
friend: koi na rahul , ab meri bhi jaan pehchaa ho gyi h Tumare chacha se toh fr Kbhi chalenge unke ghr .
me : haan shi kha tumne .
Hope it helps you !!!
Similar questions