2. निम्नलिखित में से किसी एक पर टिप्पणी लिखिये
(a) वायु प्रदूषण
(b) ग्रीन हाउस गैसें
(c) घरेलू कचरा प्रबन्धन
Answers
Answered by
0
Answer:
a) vayu pradushan 300 shabd
Explanation:
jab shudh taxi hawa dhul, dhuwa,visheli gaiso, motar vahno, milo aur karkhano aadi ke kaaran pradushit hoti hai, toh usey vayu pradushan kehte hai. jesa ki hum sabhi jante hai ki , tazi hawa swasth jivan ka bahut mehatvapurn tathya hai , hume yeh sochne ki zarurat hai , tab kya hoga jab puri vatavaran ki vayu gandi ho jayegi.
vayu pradushan ke kaaran kai logo ko khatarnak bimariyo se ladna pad rha hai jese ki- Dama, asthma, Tv , aadi... hume jldi se jldi kuch sochkar iss pradushan ko kam Krna hoga... bidi pina, karkhano ki visheli gas aur plastic istemal krna.. khatam Krna hoga...
Similar questions