2 poems in hindi about moon with poets name
Answers
Answered by
2
soot kaatati budhiya ki kahani. Aao sachchi baat bataayein, chaand hai kaisa, tumhe bataayein. Parvat unche, gadhdhe gehare, bhanti-bhanti ke patthar bahutere. Oxygen ka naam nahin hai, bhaar ka koi kaam nahin hai. Chandani jo humein pahunchaata, roshani wo suraj se paata. Aisa waqt wo aayega, sapane sach kar jaayega. Chand par ek basti basaayenge, mama ke ghar tab jaayenge. ---priyanka Gupta
Similar questions