Math, asked by amykhuranna, 9 months ago

2 points
The value of
5.63X5.63+11.26X2.37+2.37X2.3
7 is *

Answers

Answered by archanadss2811
2

Step-by-step explanation:

Aarambh Hai Prachand Bol Mastakon Ke Jhund

Aaj Jung Ki Ghadi Ki Tum Guhaar Do

(Aarambh Hai Prachand Bol Mastakon Ke Jhund

Aaj Jung Ki Ghadi Ki Tum Guhaar Do

Aan Baan Shaan Ya Ki Jaan Ka Ho Daan Aaj

Ik Dhanush Ke Baan Pe Utaar Do) - (2)

Aarambh Hai Prachand

(Mann Kare So Praan De, Jo Mann Kare So Praan Le

Wahi Toh Ek Sarvshaktimaan Hai) - (2)

Vishv Ki Pukaar Hai Yeh Bhaagwat Ka Saar Hai

Ki Yuddh Hi Veer Ka Pramaan Hai

Kauravo Ki Bheed Ho Ya, Paandavo Ka Neerd Ho

Jo Lad Saka Hai Woh Hi Toh Mahaan Hai

Jit Ki Hawas Nahi, Kisi Pe Koyi Vash Nahi

Kya Jindagi Hai Thokaro Pe Maar Do

Maut Ant Hai Nahi Toh Maut Se Bhi Kyun Dare

Jaake Aasmaan Mein Dahaad Do

Aarambh Hai Prachand Bol Mastakon Ke Jhund

Aaj Jung Ki Ghadi Ki Tum Guhaar Do

Aan Baan Shaan Ya Ki Jaan Ka Ho Daan Aaj

Ik Dhanush Ke Baan Pe Utaar Do

Aarambh Hai Prachand

(Woh Daya Ka Bhaav Ya Ki Shaurya Ka Chunaab

Ya Ki Haar Ka Woh Ghabh Tum Yeh Soch Lo) - (2)

Yaa Ki Pure Bhaal Par Jala Rahe Vijay Ka Laal

Laal Yeh Gullal Tum Soch Lo

Rang Kesari Ho Ya Mridang Kesari Ho

Ya Ki Kesari Ho Taal Tum Yeh Soch Lo

Jis Kavi Ki Kalpana Mein Jindagi Ho Prem Geet

Uss Kavi Ko Aaj Tum Nakaar Do

Bhigati Maso Mein Aaj, Phulati Ragon Mein Aaj

Jo Aag Ki Lapat Ka Tum Bakhaar Do

Aarambh Hai Prachand Bol Mastakon Ke Jhund

Aaj Jung Ki Ghadi Ki Tum Guhaar Do

Aan Baan Shaan Ya Ki Jaan Ka Ho Daan Aaj

Ik Dhanush Ke Baan Pe Utaar Do

Aarambh Hai Prachand - (3)

Similar questions