20वीं शताब्दी में लोकतंत्र का अर्थ, स्वरूप और विकास की चर्चा कीजिए।
Answers
Answer:
loktantra ka matlab hota hai ki jis Desh mein koi bhi tanashahi Na hota Ho vah desh kisi ek Sanstha ya kisi government ke dwara sthapit kiya ho ya chalta Ho use desh ko loktantrik Desh kahate Hain. loktantrik Desh ka Swaroop aisa hota hai ki usmein jo president yani prime minister yani Rashtrapati aur Pradhanmantri hote hain unke dwara desh ko sanchalit kiya jata hai unke diye Gaye bhashan ko niyamon ko Kanoon ko lagu karke bade se bade yah chhote se chhote aadmiyon ko per lagu Kiya jata hai chahe vah bada Ho chahe vah Chhota.loktantrik Desh mein sabse bada leader Jo hota hai vah Rashtrapati hota hai uske aadarshon per sabhi mantri aur mantrimandal kam karte hain prime minister Jani Pradhanmantri bhi Rashtrapati ke aagya per hi Kam karta hai aur jo Pradhanmantri ko karna padta hai vah sabhi karyon ki batchit hua pahle Rashtrapati se Karta hai uske bad koi bhi decision Jani koi bhi nirnay Lene se pahle Rashtrapati se baat karta hai. loktantrik Desh tabhi Vikas kar sakte hain jab sabhi mantri aur hamare mukhya Rashtrapati aur Pradhanmantri Ji ek sath milkar kam Karen tabhi hamara Desh ya koi bhi loktantrik Desh aage Pragati ke Marg per badh sakta hai.
I hope it will help you.
Manish Singh