Hindi, asked by gokrithaavyastalex1, 1 year ago

26 January 1931 ko Calcutta mein konsa utsav manaaya gaya tha. paath diary ka ek panna ke aadhar par uttar deejie.

Answers

Answered by anisha9
0
26 January 1931 ko Calcutta mein Swatantrata Diwas manaya gaya tha.
Answered by pallavi123
1
 1931 me gat varsh ki tarah iss din swatantrata diwas manaya gya tha. is varsh yh utsav zyada bade pemane pr manaya gya tha. sirf prachar me hi 2000 rupaye lage the. har ghar ke bhar jhande feherae gye the. kuch makano ko toh ese sajaya gya tha mano swatantrata mil gyi ho. 

Similar questions