26 january ko hi gantantra divas manaaye jane ka nirnaye kyun hua??
iska sarvpratham nirnaya kab, kahan aur kiski adhyakshta me hua tha???
pls pls pls answer it.........
Answers
Kyuki issue din Bharat ka pehla sattak samarpit hua tha aur is din usse amal Kia gaya that.
HELLO MATE
jaisa ki ham sab jaante hai 26 January 1950 ko hamare desh ka naya sanvidhaan lagoo hua tha aur usi ki yaad me ham sab har saal gantantra divas manate hai par ab prashn ye uthta hai ki usi din gantantra divas kyu manaya jata hai matlab usi din naya sanvidhan laagoo kyu hua to iska uttar ye hai ki hamara naya sanvidhaan ban to November 1949 me hi gaya tha par ise lagoo 2 mahine baad matlab 26 January ko kiya iska karan tha 1929 ka december kyu ki iss din ko bharti rashtri congess ka lahore me adhivashion hua jaske adhyach jawahar lal nehru the is adhivashion me notice pass ki gaai ki agar 26 january 1930 tak angrezi hukumat bharat ko dominiyan ka pad nahi deta hai to bharat khud ko swatantra ghoshit kar dega par tab bhi 26 january 1930 tak angrezi hukumat ne bharat ko dominiyan ka pad nahi diya to bharti rashtri conress ne 26 january 1930 ke din ki poorna swaraj ka din ghoshit kar diya
to is din ko hamesha yaad rakhne ke liye desh ka sanvidhan uske banne ke do mahine baad matlab 26 january 1950 me laagoo hone ka nirnaye hua aur is din ko ham har saal gantantra divas ke roop me manate hai