Hindi, asked by mantukumargupta56546, 4 months ago

3.
अपने पिता को एक पत्र लिखें, जिसमें उन्हें अपने जीवन के लक्ष्य के बारे में जानकारी​

Answers

Answered by deepakpandey264unnao
0

Answer:

namashkar pita ji

aap kaise hai , aasa hai ki ap log bhi theek hi honge

pita ji aaj main apko apne jeevan ke lakshya ke baare mein batana chahti hu, aasa hai aap bhi use jaanna chahte honge, kyu!!

pita ji agar apne jeevan ke lakshya ke baare mein baat karo toh main apna pura jeevan logo ki sahaayata karne mein, logo ko khush rakhne mein, sabki samay par madad karne mein lagana chahti hu lekin pita ji main bhi kuch naam kamana chahti hu isliye mere jeevan ka lakshya hai doctor banana

Similar questions