3.इंद्र ने कर्ण के साथ क्या छल किया ? छल के बाद इंद्र ने कर्ण की क्या सहायता की?
Answers
Answer:
indra ji ne ek sadhu ka vesh lekar karan ke pass gaye or unse kavach or katal maag liye jisse vo yudh me haar jaye or pandavo ki jit ho
Explanation:
chhal ke baad karan ko pata chal gaya ki unhone apne putra ki jaan bachaane ke liye ye chal kiya hai to to karan indra ji ko bolne lagte hai ki isse aapko kya prapt hoga to indra ji ne unki ye daan dekh kar unse kaha ki karn tumhe jo chahiye mujhse maag lo mai tumhe vardhan deta hu ki jo tum magoge mai vo avasya duga to karn unse ek saktisali dhanush magte hai or indra dev vo dhanush vardaan ke rup me de dete hai
इंद्र ने कर्ण के साथ बहुत बुरा छल किया उसने उससे उसके कान के और जो उसका कवच था वह उससे छीन लिया और फिर इंद्र ने कर्ण की सहायता की उसने उसे एक धनुष बाण दिया और उसे कहा कि वह एक बार इस बार को चला सकता है और जिस पर भी वह इस बार को चलाएगा वह मर जाएगा