Hindi, asked by NiladriAditya, 8 months ago



(3) कविता में वर्णित कवि के किन विचारों से आप सहमत है?उनका उल्लेख कीजिए।

Mandir Masjid girjaghar Ne bat liya Bhagwan ko
Dharti Bati Sagar Bata
mat Bato Insaan ko

Abhi Raat to Shuru hui hai manzil Baithi dur hai
Ujala mahlon Mein Bandi
Har Deepak majbur hai

Milana Suraj ko Sandesh
Har Ghati Maidan ko
Dharti Bati Sagar Bata
mat Bato Insaan ko

aab bhi hari bhari Dharti Hai
upar wale vitan Hai
per Pyar Ho To Jag Suna
Jalta registan Hai

abhi pyar ka Jal Dena he
Har Pyasi Chattan Ko
Dharti Bati Sagar Bata
mat Bato Insaan ko

Sath Uthe Sab to pahara Ho
Suraj ka Har Darbar per
Har Udaas Agan ka hak ho
hilti Hui Bahar per

rood payega FIR Koi
Mausam Ki muskan ko
Dharti Bati Sagar Bata
mat Bato Insaan ko ......​

Answers

Answered by raviballaryravi474
0

rood payega fir koi

mausam ki muskan ko

dharti bati sagar bata

mat bato

Answered by monilgupta24
1

Answer:

mujhe nahi pata.

Explanation:

thanks for extra points

Similar questions