3 _____________ ke pure tis roje ke bad aaj id aai he
Answers
Answer:
रमजान का पाक महीना खत्म होने के बाद ईद मनाई जाती है। और नए महीने शव्वाल की शुरुआत होती है। इसके पहले दिन ही ईद मनाई जाती है। मुस्लिम समुदाय के लोगों के लिए ये पर्व बेहद ही खास होता है। जिसे ईद-उल-फितर के नाम से भी जाना जाता है। इस्लामिक कैलेंडर (हिजरी ) के अनुसार रमजान के 10वें महीने यानी शव्वाल की पहली तारीख को ईद होती है। इस्लामी कैलेंडर में ये महीना चांद देखने के साथ शुरू होता है। जो इस साल 25 मई को मनाए जाने की उम्मीद है। अगर आज यानि कि 24 को चांद का दीदार हुआ तब सोमवार 25 मई को ईद पड़ेगी।
Answer:
Explanation:
00 Motivational Quotes Jo Har Insaan Ki Soch Badal Sakti Hai
So main aaj un sabhi logo ke liye yaha wo sab bate bta raha hu, Jo kisi bhi insaan ko mahan banane ke liye, kisi bhi kaam me successful hone ke liye, apne aapko strong karne ke liye, ek achha insaan banne ke liye, paise kamane ke liye, apni manjil tak pahuchne ke liye, I mean duniya ke har kaam me success hone ke liye bahut hai. Top 100 Motivation Quotes in hindi.
Duniyaa tumhe us waqt tak nahi hara sakti jab tak tum khud se na har jao.
Duniya ek dhalta huya saaya hai, Agar ye tumhare liye baki bhi rahe to tum iske liye baki nahi rahoge.
Aapka ek achha dost humesha aapse bahut zyada ladta hai. Magar aapki aankho me aansu dekh kar wo sari duniya se lad jata hai.
Jab aap kisi se nafrat se baat karo or wo aapko mohabbat se jawab de to samajh jana ki wo aapse khud se zyada pyar karta hai.
Khuda se mango to naseeb mango aqal nahi, kyuki bade bade aqalmand naseeb walo ke yaha gulam hote hai.
Agar koi insaan apna jurm kabool kar le to ye ek tarah ka dharm hai.
“Sabra” ek aesi sawari hai jo sawar ko kabhi girne nahi deti.
Dushman chahe kitna bhi achha dost ban jaye us par aitbar mat karna. Kyuki paani ko chahe kitna bhi garm kar lo wo aag bujhane ke liye kafi hota hai.
Talwar do qism ki hoti hai ek lohe ki or ek mohabbat ki, Farq sirf itna hai ki ek ek ko do karti hai or dusri do ko ek.
Jab kisi se cheez se khatra mehsoos karo to usse dur mat bhago uska samna karo, kyuki khatra khauf se behtar hai.
Gunaah se tauba karna wajib hai par gunaho se bachna or jyada wajib hai.
Jab tumhare dil me kisi ke liye nafrat paida hone lage to fuarna uski achaiyo ko yaad karo.
Apni jaban ki tezi kabhi us maa par mat aajmana jisne tumhe bolna sikhaaya.
Logo ko usi tarah maaf kiya karo jis tarah aap apne rab se ummid karte ho
Agar insaan ko ye pata chal jaye ki jab wo apne rab ke samne sir jhukata hai to us par rahm ki kitni barsaat hoti hai to wo sajde se sir uthana nahi chahega.
Mujhe wo dost pasand hai jo mahfeel me meri mujhe galtiyo se bachaye or akele me mujhe bajaye.
Har kisi ko itni ehmiyat do jitni wo tumko deta hai. Agar kam doge ghamandi kahlaoge aur agar zyada doge khud gir jaoge.