3. पर्यावरण संरक्षण में छात्रों का क्या
योगदान है।
Answers
Answered by
0
Explanation:
paryavaran ke sanrakhshan Mai chhatron ka mahatvpurn yogdan hai. hamare desh ke chhatron ki sankhya karodon Mai hai yadi Sabhi chhatra AVm chhatraen har EK ped paudhe (Jo Galti ya kisi ke dwara Tode gaye ho) ka hisab lete hue tatha jyada PED lagaen to hamare paryavaran ko bahut labh hoga. itna hi nahin yadi Sabhi chhatra chhatraon milkar swachhata Ka dhyan rakhen tatha Jo swachhata ka palan na Karen Uske khilaf awaaz tatha ralliyan karen to usse samaj mein badlav tatha paryavaran sanrakshan mein main chhatron ko bhi yogdan dene Ka mauka milega.
aajkal ke bacche hi bhavishya banate hain
Answered by
0
Answer:
hope it is helpful to you
mark me as brainliest
Attachments:
Similar questions