3. पता कीजिए- (Find out)
सड़क पर साइकिल चलाते समय क्या-क्या सावधानियाँ रखनी चाहिए। सभी नियमों को पता करके उनपर अमल करें
तथा सभी को बताइए।
Answers
Answered by
1
Answer:
hame sadak par cycle chalate waqt dhyan rakhna chahiye ki hum cycle sadak ke beech mein na chalaye .hume sadek ke daye or baye taraf par cycle chalani chahiye. cycle par sadak paar karte same dhyan rakhna chahiye ki koi gadi ton nahi aa rahi phir hi sadak par kar ni chahiye. jhund banakar sadak par cycle nahi chalaani chahiye bal ki ek line mein cycle chalani chahiya isse hum bhi bachte hai or dusro ki bhi jaan bachti hai.
Explanation:
mujhe ton bas itna hi pata tha .
thank you
Similar questions