Hindi, asked by suma38, 1 year ago

3 question
class 7 hindi chapter 5 mithaiwala lesson
pls answer this question in hindi language

Attachments:

Answers

Answered by Anonymous
5

Mithaiwala ek behad dardbhari kahani hai.Ek ameer vyakti kisi durghatna min apne parivaar ko kho deta hai.Wo gali gali kabhi mithaiwala,kabhi murliwala banker,kabhi gubbarewala banker chote bacchon se milt aur un masoom bacchon main apne khoye hue bacchon ko dhoonta rehta.

Jab bhi Vijay babu poochte ki itne kam daam main main saman bechne se tuhe kya faayda hoga to mithaiwala kehta ki mere bacche bhi yahi kahin janme honge.Main in bacchon main apne bacchon ko dhoondne aata hun.

Bhagwaan ka diya bohot paisa hai mere paas.Kisi cheez ki koi kami nhi.Bus ek parivaar hi nhi hai.Ussi kami ko poora karne ke liye main her hafte in bacchon se milne aata hun.Kabhi kisis baache main to kabhi kisis bacche main apne bacchon ka aks paa leta hun.

Similar questions