3.धर्म के नाम पर क्या-क्या नहीं होना चाहिए पाठ “धर्म की आड़ के आधार पर बताइए ।
Plz answer now.. Plz
Answers
Answered by
11
Answer:
- धर्म की आड़ हमें यह शिक्षा देता है कि समाज में कुछ ढोंगी लोग पैसे कमाने के लिए बाबा बनकर लोगों को भटका रहे हैं जिन्हें धर्म, आत्मा-परमात्मा, भगवान- भक्त के संबंध का ज्ञान नहीं वो हम सबको बहला फुसलाकर पैसे ऐंठते है।
please mark it as brainliest
Answered by
3
1. Jo dharm ke naam par paap hote ja rhe hain vo nhi hona chahiye.
2. bahya aadambar
3. Dharm ke naam pr chalte-
purje log jabran seedhe-saadhe
vyaktiyo ke utsaah aur Shakti se khelte hain jo ki galat hai.
4. Bure log Dharm ke nam par apna netratv aur badappan kayam rkhte hain jo dharm ke khilaf/ virudhh hai.
5. Dharm ke nam par ek dusre ko ldana ye sb glat hai
Similar questions