Hindi, asked by Puri0chanashwari, 1 year ago

30muhaavare in hindi on body parts

Answers

Answered by kavya16
1
1.Apna-sa muh lekar rah Jana.
2.Aankhen khulana.
3.Aankhen dikhana.
4.Aankhen chaar hona.
5.Aankhen uthana.
6.Aankhen churana.
7.Aankhen bichana.
8.Aade hathon Lena.
9.Ungli par nachana.
10.Ek aankh se dekhana.
11.Kamar kasna.
12.Kamar tootna.
13.Kaleja muh ko aana.
14.Kaleja thanda hona.
15.Kalai Khulna.
16.Kaleja phatna.
17.Kamar baandhna.
18.Kaan bharna.
19.Kaan katarna.
20.Gardan par savar hona.
21.Gardan jhukna.
22.Gaal bajana.
23.Ghutne tekna.
24.Chehre par havaiyan udna.
25.Chaati par saanp Lotna.
26.Chaati par pathar rakhna.
27.Taang Adana.
28.Daant todna.
29.Daant khatte karna.
30.Naakon chane chabana.
31.Maathe par bal padna.
32.Muh lagana.
33.Muh phulana.
Similar questions