Math, asked by riteshsethway4458, 6 months ago

3542 ka sathaniy man v ankit man ka antar

Answers

Answered by rohitkhajuria90
0

Ank 3542

3 ka sathaniy man 3542 me 3000

Aur 3 ka ankit man 3542 me 3

Toh

3 ke sathaniy man or ankit Maan me antar hoga

3000-3 = 2997

Aise hi

5 ka sathaniy man 3542 me 500

Aur 5 ka ankit man 3542 me 5

Toh

5 ke sathaniy man or ankit Maan me antar hoga

500-5=495

4 ka sathaniy man 3542 me 40

Aur 4 ka ankit man 3542 me 4

Toh

4 ke sathaniy man or ankit Maan me antar hoga

40-4 = 36

2 ka sathaniy man 3542 me 2

Aur 2 ka ankit man 3542 me 2

Toh

2 ke sathaniy man or ankit Maan me antar hoga

2-2 = 0

Isi prakar se aap kisi bhi ank ke sathaniy man aur ankit man me antar nikal sakte ho.

Similar questions