Hindi, asked by babitamadnani14, 8 months ago

4. निम्नलिखित शब्दों से दो-दो ऐसे वाक्य बनाइए कि उनके दो भिन्न अर्थ स्पष्ट हो जाएँ:
(क)
1. पत्र
(ख)
2.काल
(क)
(ख)
3. अंक
(क)
(ख)
4. दंड
(क)
(ख)
5. वर
(क)
.
(ख)​

Answers

Answered by sweta161205kvs
3

Answer:

1. vah patra likhta h. (letter)

Ped se ek patra niche gira.(leaf)

2. Hume kabhi bhavishya kaal ke baare me sochkar pareshaan nahi hona chahiye.(time)

Iss duniya me sabka kaal nishchit h.(mout)

3. Uske ank ache aae h.(marks)

Mera dost mere ank bhar gya(gale lagna)

hope it will help you thanku

Similar questions