Math, asked by Suvi18, 1 year ago

45 मिनट की 1 दिन के भिन्न रूप में व्यक्त करें.

Answers

Answered by kushanaanandp4ac8a
9
1 din me 24 ghante hote Hain.
1 ghante me 60 minute hote Hain.
Isiliye 1 din me 24×60 = 1440 minute honge.
Isilye 45 minutes aur 1 din ka bhinn hoga =

= 45/1440.
= 1/32.
Hope it helps.

Suvi18: thxuuu
kushanaanandp4ac8a: Mention not.
Similar questions