Hindi, asked by wwivacademy3206, 1 year ago

5-6 lines on jawahar lal nehru in hindi

Answers

Answered by varshasingh0701
0
Jawahar lal nehru hamare desh k pratham pradhan mantri the...inka janm 14 November, 1889 ko Allahabad main hua tha...unke pitaji ka nam moti lal nehru tha...aur mataji ka nam swaroop rani tha... inka janm divas bal divas k roop main manaya jata hai....kyunki inko bachcho se bohot lagao tha...wo bachcho k sath jyada samaye vyatit karna pasand krte the....27 may 1964 main inki mrityu ho gayi....
Hope it helps....
Answered by sam287
0
✌✌HEYA MATE HERE IS YOUR ANSWER✌✌

1) Jawahar Lal Nehru Bharat ke pehle Pradhan matri the.
2) Unka janam 14 November 1889 ko Allahabad mein hua tha.
3) Unke pita ji Ka naam Moti Lal Nehru tha aur mata ji ka swaroop Rani.
4) Unhone 1915 mein Kamla Nehru se Shaadi ki.
5) 27 may 1964 ko unki mrityu ho gyi thi.

Hope it helps you !!!!
Similar questions