5 dainik upyog mein aane wali vastu ke naam sanskrit mein
Answers
Answered by
29
पुस्तकम् - book
पर्यन्कम् - bed
पात्रम् - vessel
सुधाखण्डम् - chalk
सान्द्रमुद्रिका - cd
पर्यन्कम् - bed
पात्रम् - vessel
सुधाखण्डम् - chalk
सान्द्रमुद्रिका - cd
Answered by
3
Answer: Panch dainik upyog mein aane wali vastu ke naam sanskrit mein hai Vastrani, rotika, veshkarmam, apah, pustak.
Explanation:
Vastrani matlab ki kapde jiska istemaal hum sab karte hai apne shareer ko dhakne ke liye.
Rotika matlab ki roti jiska istemaal hum sab karte hai apna pet bhare ke liye or urja paane ke liye.
Veshkarmam matlab ki ghar jiska istemaal hum sab karte hai apne bachao ke liye.
Apah matlab ki paani jiska istemaal hum sab karte hai apni pyaas bhulane ke liye or kai mahatrapoorna kam karne ke liye.
Pustak matlab ki kitaaben jiska istemaal hum sab karte hai apna gyaan bdaane ke liye.
Similar questions