Hindi, asked by vivekkumar7075, 1 year ago


5. (क)निम्नलिखित लेखकों में से किसी एक लेखक का जीवन-परिचय
दीजिए एवं उनकी एक रचना का नाम लिखिए :
(i) डॉ० राजेन्द्र प्रसाद
(ii) रामधारी सिंह 'दिनकर'
(iii) डॉ० भगवतशरण उपाध्याय
.
.​

Answers

Answered by malviya1002manish
1

Answer:

Ramdhari singh dinkar Ka janm bihar ke simriya gao namak Sthan may 23 September 1908 ko hua tha. Gadya or padya shaili may unka saman adhikar tha. Unki ginti vir raas ke shresth kavio may hoti hai. kurukshetra, rashmirathi, urvashi, hukar, parshuram ki pratigya, rerhuka etc unki pramukh kavitaye hai. Unki rachnao may rashtravad ki jahalak milti hai. Dinkar ji Ka nidhan 24 April 1974 ko hua tha

Similar questions