-- 5) सौभाग्य के कोड़े -- रत्ना के पलंग पर लेटने के कारण नथुवा को क्या दंड मिला? 2. नथुवा संगीत के क्षेत्र में कैसे पहुँचा? 3. नथुवा न० रा० आचार्य कैसे बना? 4. आचार्य को लखनऊ आना क्यों सुखद लगा? 5. रत्ना ने विवाह से पूर्व आचार्य के रहस्य को उजागर क्यों नहीं किया? 6. नथुवा से आचार्य बनने की कथा लगभग 150 शब्दों में लिखिए। 7. संक्षिप्त परिचय दीजिए- (क) आचार्य नाथूराम (ख) रत्ना (ग) रायसाहब भोलानाथ । 125
Answers
Answer:
I don't know the answer please don't ask the question in brainly it is an paragraph ok
Answer:
1 Ratna ke palang per letane ke Karan Rai Sahab ne nathua ko chabuk se khoob mara
2 jab Rai Sahab ne apne ghar se bhagaya to vah ghumte ghumte usne dekha Kai bhangi kuchh ped ke niche baithe Hain aur Sangeet ka abhyas रोज-रोज karte the ek bhangi ke poochhne per nathua ne kuchh gakar sunaya uska Kanth bahut Madhur tha fir usne jald hi sitar shehnai pakhawat sarangi tambura aadi bachana Sikh liya.
3 nathua sarguni tha gana shehnai bajana pakhavaj sarangi tambura sitar sabhi kalaon mein Daksh Ho Gaya Jo sitar log 10 10 salon Tak bajana nahin Sikh paate vah usne ek mahine mein Sikh liya FIR vah Desh deshantar Tak sangeet ke Aacharya ke naam se prasiddh hua.
4 Aacharya ko Lucknow aana sukhad Laga kyunki unka Bachpan vahi bita tha.