Hindi, asked by va7rswatb7umahithaMu, 1 year ago

5 sentence on eagle in hindi

Answers

Answered by khanujarashmit
7
Eagle ko Hindi me baaz ya garud name we jante Hai. (1) garud ek pakshi Hai Jo bahut uchai par uudta hai Jaha tak dusre pakshi aasani se nhi ja pate. (2) garud ki aakhe (eyes ) bahut tej hoti hai vo 5 kilometer take ki chijo ko aasani se dekg Sakta hai. (3) garud Kabhi bhi mare hue pakhshi ya janvar ko nhi khata , vo apna shikar khud karta Hai. (4) baaz adhiktar Australia, Canada ,Africa or America me paye jate Hai. (5) inki 60 tarike ki prajatiya hoti Hai .
Answered by BRAINLOGIC
5
EAGLE:
BAAZ SIKAR KE EK BADAI SAKTISALI PAKSHI HAIN. YEH GIDH KI TARAH HOTAI HAI. INKI CHOCH KAFI BADI HOTI HAI. YEH APNI CHOCH SAI NISANA BANKAR BUHUT TEJI SAI ASSAMN SAI NICHAI ATAI HAI. YEH SABHI PAKSHOYON SAI UNCHA UUD SAKTAI HAIN. INKI LAGBHANG 10, 1000 FIT KI UNCHAI SAI UD SAKTAI HAIN. YEH DUNIYA MAI HAR JAGAH PAI JATAI HAIN. YEH KALAI RANG KAI HOTAI HAIN.

BRAINLOGIC: CLICK ON THANKS
Similar questions