Math, asked by lavanya09, 6 months ago

7 baje ke 7 min aur 12 second ke baad 07:12:07 time hua. par ime past ka matalab to pehle hua to 7 min 12 sec plus kyoon hue ye to minus hone chahiye the tha par after lagna chahiye tha
please explain

I can't understand anything pls explain me
if you will clear all my doubts by your explanation I will definitely definitely mark as brainliest​

Answers

Answered by supriyasahu
3

Answer:

yahan pe likha hai 7 baje 7min aur 12 seconds pass hone k bad jake 7:12:07 hue.iska matlab hai ki 7 bajne k bad 7min aur 12 seconds pass ho gye issi liye yahan pe ye 7 min aur 12 seconds ko plus kiya gya hai kyuki ye time jo hai wo to guzar gaya hai.

yahan pe past ka matlab english wala past , present aur future nhi hai

yahan pe past ka matlab pass hogya matlab wo time guzar gya.

Step-by-step explanation:

ap itne baar iss question ko puche par iska answer apko samajh me nhi aya

to bas me yahin dua karti hoon ki mai jo samjhai wo ap samjhe hoge

apne mere answer ko thanks kiya iske liye boht boht thank u

isse lagta hai ki apka ye doubt hamesha k liye apke man se chala gya hoga to kya ap mere dono answer ko brainliest mark kar doge.plzzzźzz

Similar questions