Math, asked by adarshtiwari1773, 10 months ago

A Aur B Milkar ek kaam Ko 10 Din Mein kar sakte hain aur A Akela is kaam par 15 din Mein kar sakta hai bataiye B akeela us kaam ko kitne din Mein Karega​

Answers

Answered by mathslover1606
2

A+ B ke dwara 1 din mein kiya gaya karya = 1/10 bhag

Akele A ke dwara kiya gaya 1 din mein karya = 1/15 bhag

:. B ke dwara 1 din mein kiya gaya karya = 1/10 -1/15

= 1/30

:. B ke dwara karya ko Pura Karne mein laga samay = 30 days


adarshtiwari1773: itni der me
adarshtiwari1773: thanks
adarshtiwari1773: ak aur h btao
Similar questions