a communication between two friends topic on parents are not giving mobile phones in hindi
Answers
Answered by
4
Bhai sun aaj kal mobile sab ke liye jaaruri hai but only for good works not for bad works. Like facebook and any type of social apps vo do firends ek dusare se bol rahe honge ki mujhe mere parents mobile nahi de rahe mai unhe kaise samjhaau. but parents ko apne baccho ko mobile dena chahiye for good works only. Ok bhai...thanks
nihalmohan234:
tq u
Answered by
4
Namaskar,
2 dost: ARJUN,AMAN.
Aman-Bhai kaisa hai?
Arjun-Bs thik hi hai,tu bta tu kaisa hai?
Aman-Badiya,lekin........
Arjun-Lekin kya?
Aman-Aaj Maine dekha ki pdos ka bche ne apni maa se phone lene ko kha aur uski mama use dilva lai.
Arjun-Arey wah!
Aman-Kya wah? fir maine apni mama se dilvane ko kha unhone mana kr diya.
Arjun-Oo,pr aajkal mobile ki bhut zaroorate hai.Jaise internet ki pdai me.Brainly jaise apps ko use krne ki.
Aman-ha bhai pr mujhe to fb,insta jaisi chize bi chalani hai.
Arjun-ha,ha,vo bi.Pr mobile phone ki kai sari burayiya bi to hai.
Aman-ha,chal chor jb milana hoga mil jaega.Pr kaash abi mil jata.
Arjun-chl thik hai,fir milenge.
Aman-Ha,tata.
Aasha hai aapko mera uttar acha lga......................

Similar questions