A hindi debate on ( mahila aarakshan) , for the topic .
please please answer this.......
I promise that I will mark answer as brainliest...
Answers
Answered by
1
Answer: Bhartiya Samaj me striyon ke prati upeksha purna vyavhar ki sampati evan unaki rajnitik siti ko sudhar karne ke liye 12 sep 1996 ko paheli baar mahila aarakshan ka vidheyak lok sabha me prastut kiya gaya tha , jo tabse lekar aaj tak rajnitik dalo ki rajniti ka shikar hai mahilao ko nichale darje ka pranina sirf bhartiya balki poore vishwa ke purush pradhan samaj me mana jata raha hai . Yahi karan hai ki aaj bhi vishwa ki samuchit sansadiya vyavastha me mahilao ki hissedari 20% se bhi kam he.
Similar questions