A hindi essay on 'mere sapno ka bharat' ASAP
Answers
Answered by
1
baharat "sone ki chidiyaan" jo shayad ab woh nahi rahi. mera bharat aisa hona chahiye jahaan budhe logo per atyachaar na ho. jahaan 50 lakh ki gaadi mein baitha insaan apni gaadi ka kaach khol kar uss garib ki sahyata kare jo shayad khuch paiso se apna guzzara karta h. baharat ke logo mein insaniyat dekhna chhata hun jo shhayad ab unmein nahi h. log bhul chuke h ki iss prithvi par or bhi praani rehte h jinke na hone se hum per bhi asar padegaa. brastachaar ka namunishaan na ho ttha logo ke mann mein ekk dusre ke prati prem ki bhavna ho.
Similar questions