Math, asked by Jester15537b, 1 year ago

A kisi kaam ko 15 din me karta hai or B us kaam ko 30 din me karta hai to Dono Milkar kitne din me karenge

Answers

Answered by sarikareal
2

Answer:

Step-by-step explanation:

A ek kaam 15 din me karta hai to ek din me vo 1/15 karta hai

B ek kaam 30 din me karta hai to vo ek din me 1/30 kaam karta hai

Dona milke ek din me kitna karenge=1/15+1/30=3/30=1/10

Wo milke ek din me us kaam ka 1/10 karege

Total din=1/(1/10) =10

Similar questions